Pages

Tuesday, January 17, 2012

Kya Hai Mohabbat - Ek Deewana Tha (2012) Audio mp3 & Lyrics


Listen & Download full song " Kya Hai Mohabbat" from the Movie Ek Deewana Tha(2012)

 

Kya Hai Mohabbat Lyrics
Mohabbat hai ek khwab yaa ek junoon hai?
Kisi ko mohaabat agar hai to kyun hai
Mohabbat mein to sift betabiyan hai
Toh phir kyun mohabbat mein
Dil ko sukoon hai..sukoon hai
Koe ye bata de ki , kya hai moahabbat? Mohabbat…[2]

Mohabbat hai dariya, mohabbat kinara
Mohabbat sitam hai, mohabbat sahara
Mohabbat idhar bhi, mohabbat udhar bhi
Mohabbat mazar hai, mohabbat nazara
Koi ye bata de..bata de.. bata de..

Mohabbat mein sab kuch haseen lagta hai kyun
Sitam jo kare dil nashen lagta hai kyun
Mohabbat hai jiss se, who dil tode bhi to
Bura phir bhi dil ko nahi lgta kyun
Koe ye bata de ki kya hai mohabbat? Mohabbat..

Naa samjha koi wo adaa hai mohabbat
Ki inaam  hai ya sazza hai mohabbat
Kisi ne kaha hai to kyun ye kaha hai
Mohabbat khida hai, khuda hai mohabbat
Koe ye bata de ki, kya hai mohabbat? Mohabbat

No comments:

Post a Comment